Tere Bina Tere Bina

Thursday, October 15, 2009

tumhe.n hai shauq agar bijaliyaa.N giraane kaa


 tumhe.n hai shauq agar bijaliyaa.N giraane kaa hamaaraa kaam bhii hai aashiyaa.N banaane kaa  bhalaa vo kaise samandar ke paar utaregaa nafas nafas jinhe.n Khadshaa hai Duub jaane kaa  sunaa hai aap hai.n maahir havaa chalaane me.n magar hame.n bhii hunar hai diye jalaane kaa

No comments:

Post a Comment